Tu Aaja Remix Ringtone | Mera Dil Ye Pukare Aaja

We publish all new ringtones and bgm. you can listen and download easily.

 Tu Aaja Remix Ringtone

 

⬇️ Click here to Download ⬇️

LYRICS:-

meraa dil ye pukaare aa jaa

mere Gam ke sahaare aa jaa

bhiigaa bhiigaa hai samaa

aise me.n hai tuu kahaa.N

meraa dil ye pukaare aajaa ...


tuu nahii.n to ye rut, ye havaa kyaa karuu.N, kyaa karuu.N

tuu nahii.n to ye run, ye havaa kyaa karuu.N

duur tujh se mai.n rah ke bataa kyaa karuu.N, kyaa karuu.N

suunaa suunaa hai jahaa.N, ab jaauu.N mai.n kahaa.N

bas itanaa mujhe samajhaa jaa

bhiigaa bhiigaa ...


aa.Ndhiyaa.N vo chalii.n, aashiyaa.n luT gayaa, luT gayaa

aa.Ndhiyaa.N vo chalii.n, aashiyaa.n luT gayaa

pyaar kaa muskuraataa jahaa.N luT gayaa, luT gayaa

ek chhoTii sii jhalak mere miTane talak

o chaa.Nd ...

o chaa.Nd mere dikhalaa jaa

bhiigaa bhiigaa ...


mu.Nh chhupaa ke merii zi.ndagii ro rahii, ro rahii

din Dhalaa bhii nahii.n, shaam kyo.n ho rahii, ho rahii

terii duniyaa se ham, le ke chale teraa Gam

dam bhar ke liye to aa jaa

bhiigaa bhiigaa ... 


Subscribe our YouTube channel BGM BEATS HD for more latest Ringtones and BGM

Post a Comment

Previous Post Next Post